Friday, 20 January 2012

Prayer Timings for Islamabad / Rawalpindi (Yearly)

Ya naqsha Islamabad / Rawalpindi  aur mazafat ka liya ha.
Ya naqsha Islamabad / Rawalpindi  aur mazafat ka liya ha.

Badtareen Shakas

Badtreen shakas wo ha jo apnay mahrban, shafique 
mohabat kirnay walay kareem Rub ko bhool jaya.

Thursday, 19 January 2012

Surah Ikhlas: 112, Ayats: 4



English Translation of Surah Ikhlas
 1-Say: The Truth is, ALLAH is One.
2-ALLAH, the Eternal, Absolute.
3-He neither begot anyone, nor was begotten.
4-Nor is there anyone equal to him.

Bad Bukhti kia ha? (Read in Urdu)

Bad Akhlaqi Bad bukhti ha.

Wednesday, 18 January 2012

Hadith about akhlaq, Read in Arabic and Urdu

A Tirmizi Hadith about Akhlaq


Children Five Habits

Rasool Allah (S.A.W) nay Farmya: -
Mujay bachoo ki paanch adathain bohat pasand hain.
- Wo roo kir mangthain hain aur apni baat manwa latay hain.
- Wo mati sa khalthain hain aur gharoor-o-takbar khak main mlia datay hian.
- Jo mil jay kha latay hain, zaida jama ya zikeera kirnay ki havas nahi rakhtay.
- Lartay hain jagratay hain aur phir sulah kir latay hain yani dil main hasad, bugaz aur    
  keena nahi rakhtay.
- Matti ka ghar banatay hain. Kail kir gira datay hian yani wo batatay hain ka ya dunya baqi
  rahnay wali nahi balika khatam ho janay wali ha.



Museebat ka waqat ki Dua

"Yaqeenan Hum Allah he ki malkiat hain aur 
blashoba hum isi ki tarf lot kir jana wala hain. 
Ah Alla! muja meri museebat main ajer da aur 
muja is ka badlay main is sa bathir cheez ata firma"
(Muslim:918)