Wednesday 18 January 2012

Children Five Habits

Rasool Allah (S.A.W) nay Farmya: -
Mujay bachoo ki paanch adathain bohat pasand hain.
- Wo roo kir mangthain hain aur apni baat manwa latay hain.
- Wo mati sa khalthain hain aur gharoor-o-takbar khak main mlia datay hian.
- Jo mil jay kha latay hain, zaida jama ya zikeera kirnay ki havas nahi rakhtay.
- Lartay hain jagratay hain aur phir sulah kir latay hain yani dil main hasad, bugaz aur    
  keena nahi rakhtay.
- Matti ka ghar banatay hain. Kail kir gira datay hian yani wo batatay hain ka ya dunya baqi
  rahnay wali nahi balika khatam ho janay wali ha.



No comments:

Post a Comment