Friday 20 January 2012

Hadees Qudsi

ALLAH Subhanahu wa taala firmata ha.

Main na apni raza ko mokhalafat  nafus, 
Aram ko Jannat, 
Ilam o hikmat ko bhook, 
Toungri ko qanaat aur 
Izzat ko apni 
attahat main rakh dia ha. 
Log isay mofayqat nafus, Dunya, sary, maal 
aur badshaoon ka darwazoon 
par talash kirtay hain. 
Bhala wo kasay payian gain?


No comments:

Post a Comment